Uljha Hai Kahin Daaman Rangeen Hai Kahin Kaant, Iss Raah Se Guzra
Hai Shayad Koyi Deewana…
आपकी इस दिल्लगी में हम अपना दिल खो बैठे, कल तक उस खुदा के थे जो
आज आपके हो बैठे, सुना तो था प्यार दीवाना कर देता है, करके जो देखा खुद
तो हम भी होश खो बैठे
प्रेम ज़हन की जिस गहराई के साथ होता है उसे समाज नहीं समझ सकता इसलिए
मुहब्बत में डूबे लोगों को समाज दीवाना ही मानता है। इसी पर शायरों ने भी
कहे हैं अपने अल्फ़ाज़
Hosh me jab tak raha tanha raha ghamgeen raha, Ab hun deewana
toh ek aalam mera deewana hai.
Koi deewana kehta hai, koi pagal samjhta hai, Magar dharti ki
bechaini ko bas badal samajhta hai, Mai tujhse door kaisa hu, tu
mujhse door kaisi hai, Ye tera dil samajhta hai, ya mera dil samajhta
hai.
Tujh se khuda hi samjhe tu ne kisi ko ae dil, Mujh se bhi kuch
jyada deewana kar diya hai.
Tumne hume dhokha diya Magar tumhe pyar mile… Mujhse bhi
jyada deewana, Tumhe koi yaar mile.
Chukar kar mere man ko…Ek ehsaas jagaya tumne,Sirf ek ishaare
me, Deewana banaya hai tumne.
Kar de nazare karam mujh par, Mai tujhpe aitbaar kar du,
Deewana hu tera aisa, ki deewangi ki hadd ko paar kar du.
The post Deewana Shayari appeared first on LoveSove.com.
0 Comments